Thursday, February 24, 2011

तथाकथित प्यार

मैं और तुम कभी अजनबी थे 
मिलते-मिलते प्रेम का हुआ जन्म 
बढे इन मुलाकातों के सिलसिले
भावनाएं ह्रदय की लगी जुड़ने 
आने -जाने लगे 
एक दूसरे के ख़्वाबों-ख्यालों में
मैं और तुम से हो गए "हम"
.........उस प्रेम की डोर को अब तुमने तोड़ दिया  है
यहाँ बीच राह में लाकर मुझे छोड़ दिया है.
मैंने इस सब के बाद भी तुमसे कुछ कहा नहीं
पर इसका यह अर्थ कतई नहीं
क़ि मुझे कुछ बुरा लगा ही नहीं.........
मुझे दुःख तो इतना हुआ था
क़ि शब्द ...निशब्द हो गए थे,
आँख में आंसू भर गए थे
पर,उससे भी अधिक दुःख मुझे तबसे है
जब उस दिन तुम्हें यह कहते सुना
क़ि जिसका जन्म हुआ है,उसकी मृत्यु  निश्चित है  
हमारे प्यार ने भी तो जन्म लिया था
इसलिए
वह भी अपना समय संपूर्ण होने पर समाप्त हो गया 
.वो भावनाएं जो कभी जन्मी थीं 
आज पड़ी हैं मृत्यु-शैया पर अपनी 
क्योंकि
प्यार भी मर जाता है वह है अमर नहीं
तब मुझे क्रोध आया तुम पर
और तुम्हारे इस तथाकथित प्यार पर.....
तुमने जिस प्यार की बात की है
वस्तुतः वह स्वयं भी जीने लायक नहीं है
उसमें तो भावनाओं की मूक अभिव्यक्ति का स्थान नहीं है 
वरन उसकी सीमा शरीर से शुरू होकर उसमें ही है सिमटती 
क्योंकि.............................
तुम्हारा प्रेम है,प्रेम शरीर का 
इसलिए शरीर की तरह वह भी मर जाता है
जबकि मेरा प्यार है प्यार आत्मा का  
जो की अजर,अमर है मेरी आत्मा सा 
जो सत,चित,आनंदस्वरूप है
जो स्वयं साक्षात ईश्वर रूप है.   
 

10 comments:

  1. @ Nidhi.........Adbhut abhivyaktii !!!...... Yehee prem kee vidambanaa hai....aur naaree man kee traasdee bhi !!!...... Woh sneh ke komal tantuon sae kitnaa kuchch buntee hai !....ankahee anubhootiiyon par swapna kae mahal ghadhtee hai !!.....kalpanaaon ke indra-dhanush pe thiraktee hai.....jhooltee hai !!!....Aur waheen purush kee preet kshaniik aakarshan bhar !.....aavaeg pal bhar kaa !!......madaandh....moh buss...daeh kee pariidhii se bandhaa !....Seemiit !....Kshan bhangur !!!.....Avsaan usskee niiyatii hai !....mriityu nishiit !!....Woh ek bhaawanaa jo naaree kee jeenae ka auchitya ban jaatee hai......jiss par wo apnee sampoorna aasthaa samarpit kar daetee hai ......jo usskae liyae apnae samarpan ke kshan se shuru hokar ek anant yaatra tak jaatee hai....jo usskae liyae alaukik....shaashwat....chirantan hai !!!....Saaree chaetanta hai !!!...haan ye sach hai !!!
    Phir kahin yeh bhi sach hai....kii inn dono kae manthan sae upajtee hai.......anant peedaa.....vaednaa.....aur athaah yantradnaa !!!

    ReplyDelete
  2. अर्ची दी ..............नारी मन की यंत्रणा का बाखूबी वर्णन किया है आपने ..........नारी सदा से ही इस मोह में सब कुछ विस्मृत करने को आतुर रहती है ..........उसे आभास ही नहीं होता की जिसने उसे अपना प्रथम और अंत...िम प्रेम कहा है वह छली उस पहले और आखिरी के मध्य अनगिनत बार अनेको प्यार करेगा और उसके भाग्य में दे जाएगा अनंत पीड़ा .........अपने विश्वास का गला घुटते देखने की ............स्त्री सहज विश्वास कर लेती है अपने सरल ,सहज स्वभाव के कारण और अधिकतर इस भावना का ही लाभ दूसरे उठाते हैं

    ReplyDelete
  3. Aap beeti si baat hai. Aur kya kahoon?

    ReplyDelete
  4. Mohammad ShahabuddinFebruary 28, 2011 at 1:18 AM

    Nidhi: Ati sundar...Bakhubi aapne bhawnaon ka varnan kiya hai...bemisaal hain...khaas taur par pyaar aatma ka jo ajar, amar hai......parantu iske pashat yahan par purushon kee bhawnaon ke saath nyay nahin kiya ja raha hai...kya prem amar hai, ajar hai issmein saare bhagedari stree kee akele hai, kadapi nahin purush yugon yugon se prem ke liye sarvasya nichawar karta aa raha hai...Aaj bhi Prem kee amar gaathaon mein pahle nam purush ka hee aata hai jisne prem ko amar kiya jaise..Devdas, Majnoo, Ranjha ityadi...inn sab ne hee prem mein apne pranon kee aahuti sarv pratham dekar prem ke sheersh ko amar kiya....@Archna didi, Shrama chahunga magar aapne bhawavesh mein aur kewal ek naari hote huwe, kewal naari ke man ka chitran kiya.."purush kee preet akarshan bhar hotee hai, shan bhangur hote hai"..nahin, aisa sambhav nahin....prem ras mein doob kar aur kalpanon mein rah kar purush hee hai jo nayee kavitaon ka udgaar karta hai, jo bina purush kee sahbhagita ke adhura hai....

    ReplyDelete
  5. MS................aap ki baat se main bilkul sehmat hoon...........par ye avashya hai ki aap agar pratishat mein baat karein to adhikaanshtah purush prem ke prati utne samarpit nahin hote hain jitna ek naari............aapne durust farmaaya hai ki raanjha,mahiwaal,majnu sab purush hi the jinhone prem ki praakaashtha mein apne praan tak nyochhavar kar diye.......ek baaat bataayiye wahaan bhi heer,sohni,laila ka naam unke naam se pehle hi aata hai...koi maahiwaaal-sono,majnu-laila,ya raanjhaa -heer nahi kehta............maine ye kabhi nahi kaha ki purush sachcha pyaar nahi kar sakta kewal naari hi kar sakti hai......ye tab bhi kahoongi ki naari ke man mein samarpan kabhaav purush se adhik hota hai ya ise doosre shabdon mein kahein to ye ki agar 75 pratishat naari bhaavnaao ko shareer se adhik mahattva deti hai to purushon mein ye pratishat ulta hai

    ReplyDelete
  6. Mohammad ShahabuddinFebruary 28, 2011 at 1:20 AM

    Nidhi: Mere vichar se yadi aapki varta ka uttar kram se de to adhik uchit prateet hoga...sarvpratham pratishat kee baat kahee aapne toh vartman mein stree kee jansankhya ka pratishat yoon hee purushon se adhik hai arthat stree zyada hain, pursh kam pratishat badh gaya...yeh ek vichar matra hai aapka kee "adhikaanshtah purush prem ke prati utne samarpit nahin hote hain jitna ek naari" koi praman nahin hai aapke paas ...stree ka naam bahut pahle se hee purush se pahle liya jaata raha hai kyunki sadev se stree jaate ko suraksha ke drishtikon se pratham rakha gaya hai.... ek shranik se udharan swaroop aaj bhi agar parivar ke stree purush paidal ja rahe hon toh stree aaghe chalti hai aur purush peeche, yeh karan suraksha hai, na kee aur koi, aapne shaadi byah ke aamantran patra mein bhi dekha hoga kee shrimati avem shree......likha jaata hai......antim bindu aapka "75 pratishat naari bhaavnaao ko shareer se adhik mahattva deti hai", iss paripekshya mein ingit kar dena aavshyak hai kee naari apne sharir athva bhavna ke samarpan ko tyaag kee bhavna se dekhti hai..apne har karya ko woh tyaag samajhti, waran purush iss prakar kee mansikta se pare isse ek aam jeevan kee tarah leta hai...udharan swaroop stree apne har karya ko mahatvapurna ttha purush dwarya kiye gaye karya ko mitha samajhte hai...Mere vichar se ab aapke samne doodh ka doodh aur paani ka paani ho gaya hoga....magar iske uprant hee mujhe ab yahan se khisak lena chahiye, kyunki sambhavta naari samaj mere peeche na pad jaaye...lol...Last line & Most Imp... Dono ka apna mahatvav hai koi kisse se kam nahin aur koi zyada nahin, kyunki dono ke saath hone se hee jeevan hai, srishti kee rachna hai..

    ReplyDelete
  7. MS..................aap apne tathyon ki jaanch kar lein ...........hindustaan mein Northeast ko aur shayad Kerala ko chhod kar koi jagah aisi nahi hai jahaan stree purushon se adhik sankhya mein ho........aapko shayad pata nahi hai ki punjab ,haryana ,rajasthan ,u.p. mein to 1000 ladko par 700-800 k beech mein stree hain....................Doosri baat humne to kahin nahi dekha ki stree aage chalti ho aur purush peechhe.............na apne aas-paas kabhi hote dekha hai....ya to dono saath chalte hain ya purush apne lambe dago ki vajah se aage aur stree peechhe..ya bachche k saath dheere chalti maan aage bachche k pitaaji peechhe dekh kar kehte hue ki jaldi chalo.............jeevan k aam karya ki tarah nahi hota hai pyaar,wah ek bhaavnaa hai ,karya nahin.............yahin to maansikta ka fark hai..........stree pyaar ko ,samarpan ko ,lagaav ko sarvasv maanti hai........uska dhyey shareer se hokar dil tak pahunchna hota hai jabki purush ka dil se hokar shareer tak.................nahin aap khisakiye mat kyunki main bhi yahi maanti hoon ki prakrti ne ye swaabhav ke antar isliye hi banaaye hain ki stree-purush ek doosre k poorak banein .avrodhak nahi.............naari ka swaabhavgat gun hai komalta aur tyaag ,pyaar,samarpan aadi sab isi k antargat aa jaate hain.......jaise kipurush k swabhaavgat gun hain kathorta,asalangntaa,uchhsrankhalta aadi.........main inhein dosh nahin maanti na stree k na purush k kyunki ye moolbhoot antar hain un dono ki saranchna mein .............dono saath chalein tabhi jeevan saarthak hai.......

    ReplyDelete
  8. 'तथाकथित प्यार' एक नया, अनूठा और व्यंगात्मक शब्द है ...
    "शारीरिक प्यार" और "आत्मीय प्यार" का अंतर स्पष्ट है
    पर प्यार में शारीरिक स्पर्श का भी एक महत्त्व है ...
    हां हालाकि मैं यह मानता हूँ कि वासना से परे होता है प्यार.. और प्यार में वासना का कोई स्थान नहीं है ..

    आपकी इस एक और अद्वितीय रचना से रूबरू कराने के लिए साधुवाद ...
    ऐसे ही हमें अपनी कलम के जरिये मानवीय भावनाओं से परिचय कराते रहियेगा..

    ReplyDelete
  9. अमित,मैं आपसे बिलकुल सहमत हूँ की तथाकथित प्यार व्यंग्य का पुट अपने में समेटे हुए है.ये बात आपने सोलह आने सही कही कि प्यार में शरीर का भी अपना महत्त्व है.........यहाँ मैंने उस बात को रखा है की प्यार उत्पन्नं हुआ है इसलिए मौत निश्चित है तो इस सोच वाले व्यक्ति का प्यार तो जीने लायक कभी हो भी नहीं सकता ...........साथ ही साथ रचना को पसंद करने हेतु धन्यवाद

    ReplyDelete
  10. प्रियंका ... :-)))

    ReplyDelete

टिप्पणिओं के इंतज़ार में ..................

सुराग.....

मेरी राह के हमसफ़र ....

Followers